Friday 30 January 2015

Husband & Wife Shikari Sasuma

Husband wife tv pe national geographic dekh rahay thay:
Biwi: haay kitni takleef ho rahi hai mujhay ye dekh kar k cheeta hiran ko paker lay ga or maar k kha jayega.
Husband: ye to kudrat ka kanoon hai cheetay ko zinda rehnay k liye shikar karna hota hai ta k wo apna pet bhar sake.
Biwi: kuch karo.
Husband: mai kya kar sakta ho...??
Biwi: main kuch nahi jaanti...ager cheetay ne hiran ko maar dala to main meri maa ko humesha humare saath rehnay k liye bula lungi.
Baqi story jaanne k liye ye video dekhiye